Skip to content

Lyrics - Kisna

The lyrics of the best song in Kisna.

Lyrics : Jaaved Akhtar
Music : AR Rehman/Ismail Darbar
Singers : Udit Narayan / Sadhna Sargam

hum hain is pal yahaan
jaane ho kal kahan
hum mile na mile
hum rahe na rahe
rahegi sada yahaan
pyaar ki ye dastaan
sunegi sadaa jise
ye zameen asman

(2)

Rang dhal jaate hain
din badal jaate hain
raatein so jaati hai
raahe kho jaati hai
pyaar khota nahi
pyaar sota nahi
pyaar dhalta nahin
khwaab badalta nahin

hum hain is pal ..

hum jahaan aaye hain
meherbaan saaye hain
hum yahaan khwaabon ke
karvan laaye hain
dhadkane hain jawaan
ga raha hai sama
pighli pighli si hai
mehki tanhaiyan

hum hain is pal ..